/> Pet Ki Charbi Kam Kare | FITNES TIP ~ Edge Marathi

Pages

Pet Ki Charbi Kam Kare | FITNES TIP

Is Competition ki bhari duniya aur badalte lifestyles ki Vajah se ham apne sehat ki taraf dyan dena bhul chuke hai.
Har koi chata hai ki apne busy Schedule se thoda waqt nikal ke apne sehat ke liye kuch kare.
Agar aap bhi yahi chate hai to aap bilkul sahi jagah par aye hai.
Ham aaj aap ko kuch isi hi kuch bate batayenge jo ,aap apna kam karke apne shehat ka bhi khayal rakh sake,
"PET KI CHARBI KAISE KAM KARE"
Ham sab ko pata hai ki hamare pet ki charbi badhane ki vajahse apni personality maintain nahi kar pate,
Is karan ham apne ap kosate hai .
Ham aapko koi Rocket science Karne ko nahi keh rahe hai ,
Wahi karo jo roj karte ho ,bas roj karo isase hoga ye ki,
Thoda thoda karke ek din jada ho jayega,

●Roj kam se kam 7 ghante ki nind honi jaru ri hai.

●sone ka Aur Uthane ka TIME fix karo.

●Khana Utana hi khana Jitana pehale khate the,Aisa nahi ki hum ab Aapni charbi kam karnewale hai, to khana kam khaye ,
Khane ka charbi se koi connection nahi hai,

●Khane me PROTEINS, FIBERS, VITAMINS, AND MINERALS,
Ka Dhyan de,

●Office, Ghar Me lift ka istemal Na kare.

● Roj Subaha kam se kam 40min Tak Paidal chalna hai.

●BRECK FAST
Sabse jaruri hai ki aap agae ye soch kar subah ka nasta karna band kiya ki subaha khanese hamare Pet ki charbi badha jayegi ro ye galt hai
Subah bhar pet Nasta kare .
Bas etna agar apne kiya to bhi bas hua par roj karna chahiye,
Bina koi rukavat ke,
Previous
Next Post »